KALA JADU KI PEHCHAN AUR KALA JADU KA TOR
Kala Jadu Ki Pehchan Aur Kala Jadu Ka Tor ,”
Assalam o alaikum pyaare sathiyo hum mein se aksar ke zehan mein kabhi na kabhi yeh sawal aatey hain ke Kala Jadu Kya Hai,Kaley Jadu Ki Pehchan, kya hai ya iss jese or bohat se sawal roz hamein bohat kuch Sochne par majboor, kar dete hain . Kaley jadu ki Pehchan kese ho, iss ki alaamat, or iss se hone wale Nuqsanaat, kya kya hain?
iss Post mein hum ne koshish ki hai ke aap ke Sab Sawalaat k tafseelan jawab diye jaayein. specially iss barey k Kala jadu ki Pehchan Kya hai ? or Kaley jadu ki alaamat kya hain ?
Kala Jadu Kya Hai ?
yahan hum aapko 1 baat btaa dein k Kala jaadu, hamesha burai / burey kaam ya maqsad k tehat kiya jaata hai. iss ko Shetaani taqato’n ki madad se kiya jaata hai. or iss ko sirf or sirf dusrey ko nuqsan pohanchaney k liye kiya jaata hai.
ab aaj hum yahan Kala Jadu ki alamaat btaein gey jin se aap ko ptaa chal jaye ga k kyaa aap iss se mutasir hain ya nahi.
Kaley Jadu Ki Pehchan / Alamaat Kon Kon si hain ?
1)
ager kisi ne khawab main pakhana dekha ho ya pishab dekha ho ya apne app ko ghusal khana main dekha hoo ya pakhana us ka jisam main laga dekha garaz yeh k najis ko dekha ho khawab main.
2)
sir main darad rehna ( yeh Dard aadhey yaa poorey sir ka bhi ho sakta hai.
3)
porey jisam (Body) main dard rehna . Yeh Dard Halka ya phir bohat Shadeed bhi ho sakta hai.
4)
sex ki khawahish barrhna yani sex ki talab main zayatee hona . yaa Gunah ki talab ka shadeed barh jana
5)
kamar aur gurdo’n (Kidney) main dard rehna .

6)
galeez galeez paad ana . yaani bohat Bad’bu daar aur zehrili Hawa ka jism se Kharij hona
7)
jisam main aag mehsoos hona. yaani jism ka jalna ya uss mein tapish peda hona
8)
poora jism garam rehna aur naak aur mu se garam hawa nikalna .
9)
Ankhein jalna aur lal rehna. ( Aankho’n mein be waja jalan rehna )

10)
pishab aur pkhana bar bar ana . ( baar baar Toilet jana )
11)
dil taiz taiz Darakna. mean Dil ki Darkan ka bagair kisi waja k taiz ho jaanaa
12 )
sans mushkil se aana aur seena main dard rehna .

13)
chir chira ho jana . yaani mizaaj mein rukha pan. ghussa wagaira ka aa jana

14)
face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme walay .
16)
face per danay nikalna. chehre Ki Khoobsurati mein kami aana yaani bagair kisi waja k chehrey pe kasrat se daano ka nikalna
17)
face beronak ho jana ( chehra murjha jana, gori rangaat kaa maand parh jaana ) .

18)
dil main ghabrahat hona mean Dil ghabrana aur be-chaini si mehsoos karna.
19 )
Be-sakooni mehsoos karna bagair kisi waja ke ( bager kisi bemaari ya dawai k asar k ghabrahat hona.
20 )
Sab kuch honey k ba-wajood na khush hona. yaa na umeed hona yaani ALLAH ka Shukar adaa na karna.

21)
Pait ka khaya piya gaeyab ho jaana yaani jo khaya tha woh aada yah 1 ghanta mein gaeyab phir bhook lagney lag jaati hai yaani khana bar bar khana mean waqfe waqfey se din mein kai baar khana khana
22)
Namaz se door ho jaana aur ALLAH se nafrat karna aur bura bhala kehna Dil main yeh was wasa hota hai. aksar aisa Namaz yaa kisi bhi ibadat mein bhi ho jaataa hai.
23)
Gala kharab rehna aur voice quality bhi yaani bagair kisi wajah k awaaz ka kharab ho jaana or galey ka beth jaana.
24)
Khawab mein darrna or ajeeb ajeeb dara’una khawab dekhna kabhi makrri, kabhi Saanp, kabhi chipkali aur laal baigh. yaani ajeeb tarha k burey Khawab ( Dreams ) aana.

25)
Dil mein ajeeb se khoaf hona aur darr bhi. ( without any reason Darr or Khoaf ka Dil mein ghar kar lena )
26)
jisam mein suiyaa’n chubna. yaa pins / needles ka jism mein Chubna mehsoos hona.
27)
meida mein Dard rehna aur matli ki shikayat rehna.

28)
Kaahili aur Susti ho jana yaani nikamma ho jana or khoob sona dair dair tak. ( jisam mein Susti ka har waqt rehna or koi kaam karne ka Dil na chahna )
29)
Dimaag ka theek kaam nahi karna ( zehan ka kamzor ho jana ) kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad main doondte rehna. yadasht ka kamzoor ho jana, paisa ke len dein main paisa zyada de dena
30)
apne ap se Nafrat karna ( Khud ko har waqt kostey rehna, khud ko maarney ka Dil chahna ).

31)
Aankho’n ke samney Blue ya pink color ke dabbey Nazar aana ya phir lines nazar ana ajeeb se.
32)
Bila-waja ki zyada thakan hona mean kisi kam k kiye bina hi Thak jaana.
33)
Quran parrney se ya sun’ney se jisam mein dard ya takleef hona mean wese tou theek rehna par jab Tilawat e Quran karne lago ya suno tou jism ka dukhna, jism mein Dard hona.

34)
seena main jalan or taizabiyat hona yeh kisi Beemari ki waja se bhi ho sakti hai kiun k Jadoo ki Waja se Yeh bohat kam hoti.
35)
baar baar ehtalaam hona mard ko yaani roz Kapro’n ka Na-pak ho jaana.
36)
jism ki ragein khichna ya jism ka pharakna ya tarrapna.
37)
Haath pair sunn ho jaana mean Haath paao’n ka So jaana.

38)
Sir mein daaney Nikalna. garmiyo’n mein yeh Garmi ki waja se bhi nikal saktey but aisa bohat kamm hota.
39)
Peshab mein bohat taiz bad-boo aana yaani k Peshab mein se bohat buri smell aana.
40)
Paa-khana bohat ziada bad-buu daar ana
41) jism main sardi lagna ( jab k Sardi ka mosam na bhi ho phir bhi Sardi lagna )

42)
pairo’n main dard rehna woh bhi bila waja.
43) khawab main kutta dekhna aur murdey dekhna or bichho. yaa dusrey muzi janwar.
44)
Din ba din sookhtey jaana, wazn mein kami aana aur Rang ka maand parr jana.

45)
Medicine asar na karna yaa phir kabhi kabhi start main medicine asar kartey hain aur uss ke baad wohi medicine nuksan pohanchatey hain yaa phir shuru mein faida hota hai uss ke baad nahi hota. mean baad mein Medicine asar hi nahi karti.
46)
Zinah dekhna khawab mein khawab mein larki or larka ko s3x kartey huwey dekhna yaa nanga dekhna
47)
jism bhaari hona ya sir bhaara ya kandha bhari hona. Her jadoo ki takleef ki pehchan alag hoti hai jaisa jaadu kiya hota hai uss ki waisi hi pehchan hoti hai lekin yeah alaamat bhi hoti hain jo meine uper likhi hain .

ab yeh jaadu’gar ke ooper hai ke woh bandey ko kon si takleef dena chahta hai.
For Example: maan lein ke aap ko woh Sakhat Beemar karna chahey ya yeh chahey k aap ka Shadeed Accident ho jaye ya aap ko kisi kism ka maali Nuqsaan ( financial crisis ) hoon ya aap ki tang ya Bazu toot jaye yeh Sub uss ki Soch per munhasir hai
Q k yeh woh jesa chahey ga karey ga.
Kaley Jadu Ka Torr
* 40 Din aap apne Ghar mein roz Subha Surah Al-baqarah ki tilawat download kar k rakh lein and woh roz aap subha ghar mein chalaya karein.
inshaALLAH iss amal ki barkat se aap jadu etc se mehfooz raho gey.
Umeed hai hum ne iss mazmoon mein aap ki bohat rehnumai ki hai or aap ko iss ke baad bhi kisi qisam ka koi sawal zehan mein ho tou aap hum se rabta kar k hum se pooch saktey hain.
DUSHMAN KI PEHCHAN,JADOO KARNE WALE KA NAAM,JADOO KARNE WALE KA PATA LAGANA,JADOO KARNE WALE KI SAZA,KALA JADOO KARNE KA TARIKA IN URDU,KALA JADU KA TOR HINDI ME,KALA JADU KA TOR IN HINDI,KALA JADU KA TOR KI DUA,KALA JADU KA TOR WAZIFA,KALA JADU KAISE KIYA JATA HAI,KALA JADU KARNE WALE KI PEHCHAN,KALA JADU KI PEHCHAN AUR KALA JADU KA TOR,KALAY JADOO KA ROHANI ILAJ,KALAY JADU KI MUKAMAL ALAMAT AUR NISHANIA,
Comments
Post a Comment