Successful Dua To Save Marriage From Divorce | Talaq ko Rokne ka wazifa
Successful Dua To Save Marriage From Divorce
Aslam Walekum Khawatino Hazrat Main Shah Jee Aap Sabka Ishtkbaal Karta Hu Aur Umeed Karta Hu ki Aap sab bhi kheriyat se honge.
Jab Miya Biwi Ke Jaghde Had Se jayada bad Jaye To naubat Talaq, tak Aa jati hai. Ye jaruri Nahi Ki Har Baar Galti Begam ki Ho kabhi kabhi Shohar ki Galti Bhi Ho Sakti hai Par iska Khamiyaza Sirf Begam ko Hi BHugtna Padta Hai. Log Sochte hai Ki After Dicorce Life Easy Ho jayegi aur Har problem Solve Ho jayegi Par Aesa nahi Hota. After Divorce problems bad Jati hai aur Zindgi Jeete Jee Jhanum Ho Jati hai.
Ar Problem ka Solution Fight ya Divorce nahi Jo Baat bande Room Me Bhet Kar baat karke Solve Ho Sakti Hai Uske Liye Shor Kaesa. Fir Bhi Kuch Log Apne Harkato Se baaz nahi Aate. Aaj Unhi Logo Se Safety aur Aapki Talaq ki Musibat Se bachne Ke Liye Batane Wala Hu Ek Aesa Wazifa jo Aapki Is Problem ko Solve Kar Dega.
How To Stop Divorce In Islam
- Ye paak Wazifa 21 Roz tak karna hai.
- Is paak Wazifa Ko Magrib Ki Namaz ke baad kare To bather Hoga.
- Sabse pahle 3 martba Paak Durood Shareef Parhey.
- Ab 1100 Martba “Bismillah Hir Rehman Nir Raheem”
- Ab fir Se 3 Martba Paak Durood Sharif Parhey.
- Ab Allahtala Se Maafi Mange aur Apne Gunahon ke Liye panah Mange.
- Ab Allahtala Se Dua kare Ki Wo Aapke Sohar ka Dimag Sahi kar De Aur Divorce (Talaq) Ki Unki Soch Ko Badal De.
- Inshallah Sirf 21 Dino Me Aapko Iska Asar Dikh jayega.
Note: - Khawaaten Haiz/Mahawaari Ke Waqt Is paak Wazifa Ko Nahi kare.
Agar Aapko Lagta Hai Ki Aapke Aal Problems ki Wajh Kisi Tarh ka Black magic Hai To Aap Niche Diye Gaye Contact Detail par Contact kare. Kushi Baatne Se Badti hai Aur Gam Batne Se Kam Hota Hai Apni Kisi Bhi Tarh Ki Mushkilaat ke Liye Aap Kabhi BHi Contact kar Sakte hai. Aapki Har Mushkilaat, Ko Inshallah Paak Islamic Tarike Se hal Kiya Jayega.
Contact Detail
Name: - Shah Jee
Call and WhatsApp: - +92-3084853097
Mail: - online.shahjee.97@gmail.com
Web Address: - https://www.wazifadua.net/
Comments
Post a Comment